Carpenter dukaan ka naam yaad nahi rakhta, woh ye yaad rakhta hai ki maal kahan milta hai. Do baar khaali haath lauta toh teesri baar aayega hi nahi. Counter ki loyalty availability se banti hai, aur isi ke liye Richie’s 90% stock availability pe kaam karta hai.